Monday, February 4, 2008

magar mujhu dar hai

javab hai ....yes

aab main kuchha vistar me bat karuga...
magar mujhu dar hai...

ki ye bhashan naa ho jaye...

pahle dubara thanks...

main aapne bare me khud kya kahu...

sacha batane par aapka majak banaya jata hai...
mare satha bhi aab tak yahi hota raha hai...

mare doston ko pata hai ki mere vichar nareevadi hai...
aur main bhi...

mujhe iske liy sunana bhi padta hai...
nareevadi kitabe padna...

sochna... aur jeena meri aadat hai...

khair...
mera likha aapne pasand kiya...
Aapko fir... thank

aapko maine suna hai...
aap bhi mujhe feminist lagti ho !!!

No comments: